"Desh Ki Mitti" is a hero's remembrance of his country's soil and is sung beautifully by Sonu Nigam and Anuradha Shriram. A number that deserves a peaceful hearing, it is soft and pretty effective due to melodious tune.
Mujhe yaad aati hai
Mujhe yaad aati hai...
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai
Kabhi behelati hai
Kabhi thadpati hai
Kabhi behelati hai
Kabhi thadpati hai
Mujhe yaad aati hai...oh...
Apne des ki mitti
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai
Beete pal choone lagien hain dil ko aise
Dost rakhe haath kandhe pe jaise
Kaisi yeh kiranein aisi chan rahin hain
Kaisi tasveerien aisi ban rahin hain
Kitnein mausam yaad mein hain aate jaate
Baarishayi khul gayen hein kalay chaate
Din hain alsaaye huye jo aayi garmi
Sardiyon ki dhoop mein hai kaisi narmi
Pal pal ik samay ki nadiya hai jo beheti jaati hai
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai...
Pighale tanhaayiyon ke hain jo andhere
Jagmagane se lagein hai kitne chehrey
Ek lori hai ek laal bindiya
Laut aayi hai mere bachpan ki nindiya
Woh koyi ik taarey pe kabse gaa raha hai
Koi aanchal jaaney kyoon lehera raha hai
Har ghadi mein baat ek yaad aa rahi hai
Dil mein pagdandi si jaise ban gayi hai
Yeh pagdandi mere dil se mere des jaati hai
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai
Mujhe yaad aati hai ...
Mujhe yaad aati hai
Mujhe yaad aati hai...
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai
Kabhi behelati hai
Kabhi thadpati hai
Kabhi behelati hai
Kabhi thadpati hai
Mujhe yaad aati hai...oh...
Apne des ki mitti
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai
Beete pal choone lagien hain dil ko aise
Dost rakhe haath kandhe pe jaise
Kaisi yeh kiranein aisi chan rahin hain
Kaisi tasveerien aisi ban rahin hain
Kitnein mausam yaad mein hain aate jaate
Baarishayi khul gayen hein kalay chaate
Din hain alsaaye huye jo aayi garmi
Sardiyon ki dhoop mein hai kaisi narmi
Pal pal ik samay ki nadiya hai jo beheti jaati hai
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai...
Pighale tanhaayiyon ke hain jo andhere
Jagmagane se lagein hai kitne chehrey
Ek lori hai ek laal bindiya
Laut aayi hai mere bachpan ki nindiya
Woh koyi ik taarey pe kabse gaa raha hai
Koi aanchal jaaney kyoon lehera raha hai
Har ghadi mein baat ek yaad aa rahi hai
Dil mein pagdandi si jaise ban gayi hai
Yeh pagdandi mere dil se mere des jaati hai
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai
Apne des ki mitti ki khushbu
Mujhe yaad aati hai
Mujhe yaad aati hai ...
2 comments:
I listened to this song today, incidentally, and liked it very much. Any idea what album/movie is this from? Because I like the theme and would like to listen to more music, or perhaps watch the movie if there is one!
Anil, This song is from the movie "Bose - The forgotten Hero". Enjoy the movie and the music...
Post a Comment